Hindi Songs Starting With C Letter : Here is the antakshari songs list starting with the letter ‘C’ , this will help you in antakshari game.
1. Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko: Chura liya hai tumne jo dil ko Nazar nahin churaana sanam Badalke meri tum zindagaani Kahin badal na jaana sanam
2. Chithi Na Koi Sandesh: Chithi na koi sandesh Hoo, chithi na koi sandesh Jaane woh kaun sa desh Jahan tum chale gaye
3. Chala Jata Hoon: Chalaa jaataa hun, kisi ki dhun me dhadakate dil ke taraane liye milan ki masti, bhari aankho me hazaaro sapane suhaane liye
4. Chand Sitare: Chaand sitaare phul aur khushbu ye to saare puraane hai taaza taaza kali khili hai ham uske diwane hai
5. Chup Gaye Sare Nazare: Chhup gaye saare nazaare, oye kyaa baat ho gai Tune kaajal lagaayaa, din men raat ho gai
8. Chandni O Meri Chandni: Chandni.. O meri Chandni Rang bhare badal se Tere nainon ke kajal se Maine is dil pe likh diya tera naam
Chandni.. O meri Chandni
9. Chhoti Si Umar Men Lag Gaya Rog: Chhoti si umar me lag gaya rog kehte hai log mai mar jayungi ho mai mar jayungi
10. Chadhti Jawani Meri Chaal Mastani: Chadhatee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama
Chadhatee javanee meree chal mastanee Tune kadar naa janee rama haye rama